Arre humare yahan toh saas bolti thi ki back pain matlab baby grow kar raha hai! Halka back pain bohot common hai par warm water bag use kiya karo aaram ke liye.
Mujhe jab first time back pain hua toh laga kuch galat toh nahi ho raha par gynac ne kaha ye normal weight change hai. Tension mat lo bilkul normal hai.